Smart way jisse YouTube par more subscriber bnaye

Dosto, aaj hamara post un people k liye h jo YouTube par work kar rhe h ya fir karna chahte h.

Ye to hum sabhi jante h ki video content marketing ne 2017 me bahut growth ki h. Aur YouTube video content me leading no par h. YouTube ek free platform h jo ki Google ka h.



To agar aapke pass bhi koi YouTube channel h aur aap us par more subscriber and more views chahte h to aap humare in ways ko follow kijiye.

YouTube par followers kaise banaye :-


1. Ek plan create kare ya channel ki script ready kare:-

To agar aap YouTube channel start karna chahte h to uska plan ready kare. Apne channel ki script ready kare. Ye pehle hi decide kar le ki aap kya karne vale h.



2. Content ko better way me create kare:-

Vaise to ye koi new ni h but phir bhi aapko aisa content create karna chahiye jisse aapke videos ko more shares and likes mile.

3. Time to time videos upload kare:-

Aap apne channel par time to time videos post kare. Iske liye aap ek time table bhi bna skte h.
People's ko vo channel like ni hota jo time par upload ni karta h. Isliye try kare more videos upload karne ki.

4. Learn kaise apne YouTube title ko optimise kare:-
Aapko apne videos k title ko more effective banane par dhyan dena chahiye.

Apne YouTube video k title ko effective banane k liye aap usme keywords ka use bhi kar skte h.
Apne keyword find karne k liye aap Google adwords ka use bhi kar skte h. Apne videos ke title ko jyada long na kare.
Try kare ki apne video k title m kabhi bhi video word ka use na kare.



5. Apne channel ko more customised kare:-
Apne channel k homepage ko fully designed kare. Jab koi aapke channel ko view karta h to usee aapke channel k baare me full details mil jaye.

6. Apne videos k liye great thumbnail designed kare:-

YouTube par aapke video ko title k baad log uska thumbnail dekh kar hi view karte h. Ek great fully designed thumbnail aapko more view dila skta h.




















Comments

Popular posts from this blog

how to watch nfl games for free

Paytm Free Recharge Trick – Get Rs 20 Free Recharge or Rs 20 Paytm Cash 

Talkcharge – Get Rs 30 Cashback on Rs 50 Recharge