Magenet review hindi :apni website se magenet se paise kaise kmaye

Dosto, waise to hum regular recharge offers and tricks k baare me post likhte h taki aap jyada se jyada paise save kar sake. But, aaj hum ye post un logo k liye lekar aaye h jo blog likhte h. To agar aap bhi blog likhte h to ye post aapke liye hi h.



Apne blog se magenet paise kaise kmaye or adsense ke saath extra paise kaise kmaye:-


Dosto, magenet ek aisa ad network h jo aapke user ko kisi bhi tarah se irritate ni karta h. Mtlab ye ki aapke user ko pta bhi ni chalega ki aapke blog par ad h aur aapko usse paise milte rahenge.

To aaiye jante h ki magenet kaise kaam karta h.


Dosto, magenet aap k blog par link daalne k paise deta h. Iska mtlab aapke blog par ye kisi bhi word ko ye interlink kar dega. Uske baad us interlink karne k aapko paise milenge.



Magenet par account kaise bnaye:-

1. Sabse pahle aap magenet ki website par jaye.

2.apni details fill kare

3.ab apni site ad kare (aapko site ad karne par har site par $1 milega. Iska mtlab agar aapke pas 5 site h to aapko $5 milenge.)

4. Ab aapko aapki site approve hone par ad code milega. Is ad code ko apni site par laga de.

5. Bus,  aapka work Complete ho gya h. Ab aapko paise milne start ho jayenge.

Darasal aapko magnet par aisi ads milengi jinke liye aapko rent milega .iska mtlab agar aapke pass site h to bus uspe kisi ek page par ( jispe magenet bole) us page par ad lga de.

Ab koi us ad par click kare ya na kre aapko bus aapki ads ka monthly rent milega.

Dhyan rahe aapki site ka rent aapko site ki quality ,traffic and search engine par rank k aadhar par milega.

To der na kare adsense k sath use kare aur khub sare paise kmaye.

Agar ye post pasand aaya to apne dosto k saath share kare.



Comments

Popular posts from this blog

how to watch nfl games for free

Paytm Free Recharge Trick – Get Rs 20 Free Recharge or Rs 20 Paytm Cash 

Talkcharge – Get Rs 30 Cashback on Rs 50 Recharge